Chhookar Mere Man Ko
Title: Chhookar Mere Man Ko : YAARANA
Singer(s): KISHORE KUMAR
Cast(s): AMITABH BACHCHAN , NEETU SINGH
Kiya tune kya ishara
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyaara jag saara
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyaara jag saara
Chookar mere mann ko
Kiya tune kya ishara
Tere liye main gaaon
Tere liye main gaaon
Geet tere bolon pe
Likhta chala jaaon
Mere geeton mein
Tujhe dhoonde jag saara
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyaara jag saara
Chookar mere mann ko
Kiya tune kya ishara
Pyaar se main bhar doon
Pyaar se main bhar doon
Khushiyan jahan bhar ki
Tujhpe nazar kar doon
Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahara
Kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyaara jag saara
Chookar mere mann ko
Kiya tune kya ishara