Hindi Song Title: O Sanam Mohabbat Ki Kasam
Album Name: SUNOH (ALBUM)
Singer(s): LUCKY ALI
Music: LUCKY ALI
Lyrics :ASLAM
Shaam sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yu tadpati hain
O Sanam mohabbat ki kasam,
Milke bichad na to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri main jo door hogaya
O Sanam teri yadoon ki kasam
Samjhe zamaana ke dil he khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazroon se na yu humko girana
Mar bhi gaye toh bhul na jaana.
Ankhon mein bassee ho Par door ho kaheen
Dil ke kareeb ho Yeh mujhko hai yakeen
O Sanam tere pyar ki kasam.
yaaryaar
Enjoy !!
Text Links
Xpress Music !
Tuesday, February 13, 2007
O Sanam Mohabbat Ki Kasam
by YaarYaar-Musicdon at 11:08 AM
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment